Showing posts with label Kailash Kher. Show all posts
Showing posts with label Kailash Kher. Show all posts

Saturday, August 29, 2009

Tujhe Mein Pyar Karoon- Kailash Kher

Tujhe Main Pyar Karoon, Aur Itna Pyar Karoon
Tujhe Main Pyar Karoon, Aur Itna Pyar Karoon
Ke Jab Talak Mein Jiyun Sirf Tere Intezar Karoon
Tujhe Main Pyar Karoon, Aur Itna Pyar Karoon

Dilon Ki Baat Nahin Janthe, Yeh Sab Zuban Waale
Wafaa Ka Jurm Samjhte Hai Yeh Sab Jahaan Waale
Agar Yeh Jurm Hai Toh Yeh Jurm Baar Baar Karoon

Ke Jab Talak Main Jiyun Tera Intezar Karoon
Tujhe Main Pyar Karoon, Aur Itna Pyar Karoon

Tujhe Main Pyar Karoon, Aur Itna Pyar Karoon
Ke Jab Talak Main Jiyun Sirf Tera Intezar Karoon
Tujhe Main Pyar Karoon, Aur Itna Pyar Karoon

Teri Khushi Na Ho Shaamil, Wo Phir Khushi Kya Hai
Tere Bagair Jo Guzrein, Wo Zindagi Kya Hai
Kayi Sadi Mein Tere Pyar Pe Nisaar Karoon

Ke Jab Talak Main Jiyun Tere Intezar Karoon
Tujhe Main Pyar Karoon, Aur Itna Pyar Karoon

Tujhe Main Pyar Karoon, Aur Itna Pyar Karoon
Ke Jab Talak Main Jiyun Sirf Tera Intezar Karoon
Tujhe Main Pyar Karoon, Aur Itna Pyar Karoon

Friday, August 28, 2009

Tu Meri Jaan- Kailash Kher

ni main shagun manaava
ni main deva duwava...(2)
aa main kamlee naam dhadava
par ik koi ratan lagaava

tu meri jaan hai
tu mera armaan hai....(2)

duniya ko bhool jaaoo main tere pyaar mein(2)
tu nahi toh aag lage is sansaar mein
tenu dil da haal sunaava
aa main kamlee naam dadaava
par ik koi ratan lagaava

tu meri jaan hai
tu mera armaan hai....(2)

rabba mere pyaar ko nazar lag jaaye na(2)
mangiya duwava lakha
dukh ud sataave na
tenu dil da haal sunaava
ni main lakh lakh sukhr manaava
aa main kamlee naam dhadava
par ik koi ratan lagaava

tu meri jaan hai
tu mera armaan hai....(2)

ni main shagun manaava
ni main deva duwava...(2)
aa main kamlee naam dhadava
par ik koi ratan lagaava


tu meri jaan hai
tu mera armaan hai....(2)

Dilruba- Kailash Kher

main toh tere pyaar mein deewana hogaya -2
dilruba yeh bata kya karoon tere siwa
main toh tere pyaar mein deewana hogaya -2

dass ne lage hai mujhay kyun yeh tanhayian
har pal mein dekhon bas tere parchayian
rabh de kasam mein toh jana tere pyaar mein
bhale mar jaon par sahon na judiyan
jaan-e-jaan mehroban bin tere jaon kahan

main toh tere pyar mein deewana hogaya -2
dilruba yeh bata kya karoon tere siwa
main toh tere pyaar mein deewana hogaya

khana nahi peena nahi tere intezaar mein
rog yeh aanokha mila mujhay tere pyaar mein
tarpu mein tere bin ghare ghare palchin
uljha keh chora tune issi rozgaar mein
tu bata jaan-e-jaan vaasta pyar ka

main toh tere pyaar mein deewana hogaya-2
dilruba yeh bata kya karoon tere siwa
main toh tere pyaar mein deewana hogaya
main deewana hogaya
ho deewana hogaya
haan deewana....
main toh tere pyaar mein deewana hogaya.

Rang Deeni- Dev Kailash Kher

Chaahe geeta baanchiye ya padhiye quraan
Meri teri preet hi har pusatak ka gyaan

Rang deeni
Rang deeni
Rang deeni

hu a a a
Piya ke rang rang deeni odhani 5
Rang deeni Rang deeni
Piya ke rang rang deeni odhani 2

Jaise chaand ke sang chaandani
Jaise raag ke sang hai ragini 2

Jaise chaand ke sang chandani
Jaise raag ke sang hai ragini
Jaise bhari basant mein morani
Piya ke rang rang deeni odhani 2

Rang deeni

ho ho ho ho

Tujhe pehanu odhu bichaau main
Tujhe bhar ke saanson mein gaau main-2

Tujhe pehanu odhu bichhaau main
Tujhe bhar ke saanson mein gaau main

Teri raah ab nahi chhodani 2

Piya ke rang rang deenhi odhani 4
Rang deeni

Tere Naina- Kailash Kher (Chaandan Mein)

Jaage jaage soye soye
Tere naina
Sapno mein khoye khoye
Tere naina
Tanhaaiyo ki parchaaiyo mein
Tum hi hona
Tere naina haai naina
Suni suni si yeh raina
Aaja piya tere bina nahi chaina
Unchaaiyo ki gehraiyo mein
Tum hi hona
Tere naina haai naina
Paaya tujhe toh sab mil gaya haan
Ehsaas aisa ki sab khil gaya
Jaise himalaya khud pighal ke
Saagar ban gaya
Haan in palo ki gaanaio mein
Tum hi hona
Tere naina haai naina
Madhosh raatein pal pal suhaani
Ruth gaa rahi hai dil ke taraane
Saare nazaare chaand taare gun gunane lage
In vaadiyon mein angdaaiyo mein
Tum hi hona
Tere naina haai naina
Jaage jaage soye soye
Tere naina
Sapno mein khoye khoye
Tere naina
Tanhaaiyo ki parchaaiyo mein
Tum hi hona
Tere naina haai naina
Suni suni si yeh raina
Aaja piya tere bina nahi chaina
Unchaaiyo ki gehraiyo mein
Tum hi hona
Tere naina haai naina

Na Bataati Tu- Kailash Kher (Chaandan Mein)

Naa bataati tu pichhan - naa dhin dhin na - 3
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa
Bhool meri jaan tu, naa bataati tu pichhan,
Naa dhin dhin naa na dhin dhin naa

Padh lu padhaa lu-hoji ho hoji
Maito jiya mein basaa lu-hoji ho hoji
Yaato maathe pe sajaa lu, yaa main mukh pe likha lu
Khushboo se rangaa koi naam ha,
Tujhko padega pahchaana-main toh haule haule haalu
Bhool meri jaan tu, naa bataati tu pichhan

Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa - 5

Nabh ke sitaare, hoji ho hoji
kaise saje hai sitaare, hoji ho hoji
Jaage jaage ujiyaare, ho mukh rang gaye saare
palko ke tale chhupa hai chandnaa, tujhko padega pahchaana
kuch samaj ishaare... bhool meri jaan tu
Naa bataati tu pichhan... dhin dhin naa
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa
Naa dhin dhin naa, naa dhin dhin naa

Chak De Phattey- Kailash Kher

ola hoo.....

(yeh duniya oot patanga
kite hath te kite tanga
ate kukdi dindi baanga
ede chakde phatte

yeh duniya khel tamasha
ethhe jeene ki bhasha
kanu khich pich tan ke shoo shaa
ede chakde phatte)-2

(chakde chakde chakde chakde chakde phatte)-3

(yeh duniya mast kalandar
taa ate utte bethha bandar
samjhe apnoo sikandar
ede chakde phatte

yeh duniya vaari vaari
chakde saare nar naari
tu kahnoo baniya bhikhari)-2
ede chakde phatte

(chakde chakde chakde chakde chakde phatte)-3

DHUR PHITTE MOO

(yeh duniya oot patanga
kite hath te kite tanga
ate kukdi dindi baanga
ede chakde phatte

yeh duniya khel tamasha
ethhe jeene ki bhasha
kanu khich pich tan ke shoo shaa
ede chakde phatte)-2

(chakde chakde chakde chakde chakde phatte)-3

ola hoo.....

aaaa

Allah ke bande- Kailash Kher

Toota toota ek parinda aise toota
Ke phir jud naa paaya
Loota loota kisne usko aise loota
Ke phir ud naa paaya
O o o o toota toota ek parinda aise toota
Ke phir jud naa paaya
Loota loota kisne usko aise loota
Ke phir ud naa paaya
Girta hua woh asma se
Aakar gira zameen par
Khwabon mein phir bhi baadal hi thhey
Woh kehta raha magar
Ke allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

Kho ke aapne par hi to usne tha ud naa sikha
Kho ke aapne par hi to o o o
Kho ke aapne par hi to usne tha ud naa sikha
Gham ko aapne saath mein lele dard bhi tere kaam aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

Aa aa aaa
Tukde tuke ho gaya tha har sapna jab woh toota
Tukde tuke ho gaya tha aa aaa aa
Tukde tuke ho gaya tha har sapna jab woh toota
Bhikre tukdon mein allah ki marzi ka manzar paayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Toota toota ek parinda aise toota
Ke phir jud naa paaya
Loota loota kisne usko aise loota
Ke phir ud naa paaya
Girta hua woh asma se
Aakar gira zameen par
Khwaabon mein phir bhi baadal hi thhey
Woh kehta raha magar
Ke allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

Main Toh Tere- kailash Kher

main toh tere pyar mein deewana ho gaya - 2
dilruba yeh bata kya karu tere siva
main toh tere pyar mein deewana ho gaya - 2
aa~ ...

dasne lagi hain mujhe kyon yeh tanhaaiyan
har pal main dekhu bas teri parchhaiyaan
rab di kasam main toh jaana tere pyar mein
bhale marr jaaun par sahu na judaaiyaan
jaanejaa meharbaan bin tere jaaun kaha
main toh tere pyar mein deewana ho gaya - 2
dilruba yeh bata kya karu tere siva
main toh tere pyar mein deewana ho gaya

rog yeh anokha mila mujhe tere pyar mein
tadpu main tere bin ghadi ghadi palchhin
uljha ke chhoda tune isi rozgaar mein
tu bata jaanejaa vaasta pyar ka
main toh tere pyar mein deewana ho gaya - 2
dilruba yeh bata kya karu tere siva
main toh tere pyar mein deewana ho gaya
main deewana ho gaya
ho deewana ho gaya
ha deewana

Kaise Main- Kailash Kher

Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru - 2
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hai
Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hai

Dhadke yeh zor zor bhadke yeh chaaron aur
Woh kay jaane chit chot woh hain chanda main chakor
Dhadke yeh zor zor bhadke yeh chaaron aur
Woh kay jaane chit chot woh hain chanda main chakor
Bhole bhale matwale dil ka kya karu - 2
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hai
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hai
Dharti pe aajkal paanv na dharu - 2
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hai
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hai

Saari saari raat aur saara saara din
Har ghadi har pal pal chhin chhin
Saari saari raat aur saara saara din
Har ghadi har pal pal chhin chhino
Oolti seedhi behki behki baaten main karu - 2
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hai
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hai

Chanda ko rijhaaun kabhi taaron ko rijhaaun main
Apne piya ko lekin sabse chhupaun main
Chanda ko rijhaaun kabhi taaron ko rijhaaun main
Apane piya ko lekin sabse chhupaun main
Unko padi hai kya main jiyu ya maru - 2
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hai
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hai
Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru - 2
Dharti pe aajkal paanv na dharu
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hai
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hai
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hai
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hai
O mujhe ishq huaan hai....

Teri Deewani- Kailash Kher

Preet ki latt mohey aaisi laagi
Ho gayi main matwaali
Bal bal jaaun apne piya ko
Heymain jaaun vaari vaari
Mohey sud bud naa i tan mann ki
Yeh toh jaane duniya saari
Bebas aur laachaar phiru main
Haari main dil haari

Tere naam se jee loon
Tere naam se marr jaaun
Tere naam se jee loon
Tere naam se marr jaaun
Teri jaan ke sadke mein kuchh aaisa kar jaaun
Tuney kya kar daalaa marr gayi main mitt gayi main
ho ho ji ha ha ji ho gayi main
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani
Tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
Ho ho ji ha ha ji ho gayi main
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani


Ishq junoon jab hadd se badh jaaye - 2
Hanste hanste aashiq sooli chadhh jaaye
Ishq ka jaadu sar chadhkar boley
Ishq ka jaadu sar chadhkar boley
Khoob laga lo pehre raste rab kholey
Yahi ishq di marzi hai
Yahi rab di marzi hai
Yahi ishq di marzi hai
Yahi rab di marzi hai
Tere bin jeena kaisa
Haan khudgarzi hai
Tuney kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
Ho ho ji ha ha ji ho gayi main
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani

Hey main rang rangeeli deewani - 2
Hey main albeli main mastaani
Gaaun bajaaun sabko rijhaaun
Hey main deen dharam se begaani
Hey main deewani main deewani
Tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun
Tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun
Tere jaan ke sadle mein kuchh aaisa kar jaaun
Tuney kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
Ho ho ji ha ha ji ho gayi main
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani
Teri deewani deewani

Teri deewani deewani

Piya Ghar- Kailasa (Chaandan Mein)

Chokh puraavo
Maati rangaavo
Aaj mere piya ghar aavengey

Khabar sunaaun jo
Khushi reh bataaun jo
Aaj mere piya ghar aavengey

Aaj mere piya ghar aavengey

Heri sakhi mangal gaao ree
Dharti ambar sajaao ree
Utregi aaj mere pee ki sawaari
Har koi kaajal laau ree
Mohey kaala teeka lagaao ree
Unki chhab se dikhu main to pyaari
Lachhmi ji vaaro
Nazar utaaro
Aaj mere piya ghar aavenge

Aaj mere piya ghar aavenge

Rangon se rang miley
Naye naye dhang khiley
Khushi aaj dwaar mere daaley hai dera
Peehu peehu papiha ratey
Kuhu kuhu koyal japey
Aangan aagan hai pariyon ne ghera
Anhad naad bajaao sab mil
Aaj mere piya ghar aavenge

Aaj mere piya ghar aavenge

Hey ri Ohooo

Hey ri Hey ri

Anhad naad bajaa ri sab mil

Anhad naad bajaa ri sab mil

Anhad naad bajaa ri sab mil


Albela Saajan- Kailasa (Chaandan Mein)

Jogan ban ban ghumu
Bairaagan ban ban ghumu
Haan main teri chokhat chumu
Main teri aur tu mera
Albela saajan mera

Albela saajan saajan mera

Uski huee deewani
Duniya se huee begaani
Kyu hai duniya anjaani
Woh mera dilbar jaani
Mann mohak uska chehra
Albela saajan mera

Albela saajan saajan mera

Main baawariyan haan Main baawariyan baawariyaan Main baawariyan

Main baawariyan ho jaaun
Main sajna sajna gaaun

bas sajna sajna gaaun
Main kaise usey rijhaaun

bas sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna sajna gaaun

Main kaise usey rijhaaun

Kyu pyar main na mar jaaun
Jab ishq anokha mera
Albela saajan mera

Tujh mein mujh mein koi fark nahi
Jab tu hai toh fir main kaisi
Teri soorat rab di soorat ve

Teri soorat rab di soorat ve
Koi soorat nahi tere jaisi

Tujh mein mujh mein koi fark nahi
Jab tu hai toh fir main kaisi
Teri soorat rab di soorat ve

Teri soorat rab di soorat ve

Koi soorat nahi tere jaisi

Bas paar na paaya tera

Albela saajan mera
Uski hui deewani
Duniya se hui begaani
Kyu hai duniya anjaani
Woh mera dilbar jaani
Mann mohak uska chehra
Albela saajan mera

Albela saajan mera

Albela saajan saajan mera

Albela saajan mera

Albela saajan mera

Albela saajan mera

Albela saajan mera

Rang Rang- Kailasa (Chaandan Mein)

Rang rang maa
Oji mera rang rang maa

Koi meethha raag sunaakey
Aisa koi mukhda gaakey
Baithhi aas lagaakey
Saajan aavey aangan maa

Rang rang maa
Mera rang rang maa
Oji mera rang rang maa

Khondey khondey khel ghumaakey
Meethhey meethhey nain chalaakey
Hauley hauley ghoonghat uthhaakey
Woh toh rang gaya mere rang maa

Rang rang maa
Mera rang rang maa
Oji mera rang rang maa

Haule haule haule haule
Dheere dheere dheere dheere rang maa
Rang rang maa

Ishq ho- Kailasa (Chaandan Mein)

Kisey dil da dard sunaaun
Kisey apna haal bataaun

Gaye kitne badal zamaaney
Koi ishq ka marham na jaaney

Mujhe ishq ho gaya

Koi dardi dhoondh le aao
Ya koi vaid hakeem bulaao
Hey Koi tees chabak si maarey
Meri saans bhare hunkaarey

Mujhe ishq ho gaya

Haai jigar saalta jaavey
Par rog hai khoob raseela

Haai jigar saalta jaavey
Par rog hai khoob raseela
Naa nabaj padey thandi
Naa padey badan mera peela

Main toh rogi ishq da rogi
Mere aur kareeb na aao
Yeh to rog pakey na phootey
Yeh to bheetar bheetar tootey

Mujhe ishq ho gaya

Mujhe ishq ho gaya

Mujhe ishq ho gaya

Mujhe ishq ho gaya

Mujhe ishq ho gaya

Mujhe ishq ho gaya

Bheeg gaya- Kailasa (Chaandan Mein)

Teekhi teekhi nakuli si boondein
Behke behke se baadal uneende
Geet gaati hawa mein
Gungunaati ghataa mein
Bheeg gaya mera mann

Ho mastiyon ke ghoont pee
Shokhiyon mein tair jaa
Ishq ki galiyon mein aa
In palon mein thhehar jaa
Rab ka hai yeh aaina
Shakl haan isko dikha
Zindagi gudd daud hai
Do ghadi le le mazaa

Chamke chamke yeh jharno ke dhaare
Tanpe malmal se padti fuhaare
Ped hain manchale se
Pattey hain chulbule se
Bheeg gaya mera mann

Dagmagaati chandani
Hass rahi hai josh mein
Aur patangey gaa rahey
Haan Raag maal kos mein
Banke naache behaaya
Besharam pagli hawa
Zindagi milke gale
Hass rahi de de dua
Barse barse re ambar ka paani
Jisko pee pee ke dharti deewani
Khil khilaaney lagi hai
Muskuraaney lagi hai

Bheeg gaya mera mann

Bheeg gaya mera mann

Bheeg gaya mera mann

Bheeg gaya mera mann

Kar Kar- Kailasa (Chaandan Mein)

Yun toh teri yaad mein bhi swaad hai tera
Par aankhon ko manaau kis tarah

Hothhon ki majaal kya jo karein yeh sawaal
Par dil ko main samjaau kis tarah

Sat ya asat hai yeh main kya jaanu
Jaise saase tere bina huee gum

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Parda yeh jab hatt jaayega
Ambar ko dharti se milaaoonga main

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Bhoola bhoola khoya khoya bhatka phiru main
Teri chaah mein
Tak tak ankh murjhaayi pathraai
Teri raah mein

Aankhon mein meri jo samaayega

Aankhon mein meri jo samaayega
Pankh bina hi udd jaaoonga main

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Kabhi kabhi dhoop kabhi chhaanw tu hi hai
Pehchaan loon
Yaa toh mujhe hansaa banaa le
Toh main tujhe jaan loon

Khushbhoo se jo tu baahar aayega

Khushbhoo se jo tu baahar aayega
Suraj ko godd mein khilaaoonga main

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Parda yeh jab hatt jaayega
Ambar ko dharti se milaaoonga main

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Thursday, August 27, 2009

Teri Yaad Mein- kailasa (Chaandan Mein)

Jaagu main saari saari raat
Teri yaad mein

Kisko sunaau fariyaad
Teri yaad mein

Jaanu naa tere sivaa
Koi baat teri yaad mein

Jaagu main saari saari raat
Teri yaad mein

Bhool gayi sajna main savarna
Rang padaa mera phikha

Bhaai koi sang na jawar na
Bhugat na phal karni ka

Tadap tadap ke
Vilap vilap ke
Kho doongi jab pran

Surga main hogi mulakaat
Teri yaad mein

Kisko sunaau fariyaad
Teri yaad mein

Jaagu main saari saari raat
Teri yaad mein

Moond ke baith gayi hoon main ankhiyaan
Tum aao toh kholu
Ghar aangan galiyaan
Har kona
Tumko samajh tatolu
Tumhara aana
Jeevan paana
Bhook mitey aur pyaar

Khushiyon ki hovey barsaat
Teri yaad mein

Jaanu naa tere sivaa
Koi baat teri yaad mein

Aaoji - Kailasa(chaandan Mein)

Raah buhaaru, pag pakhaaru, tame nihaaru ji
Pran vaaru, baiyaa daaru, main naa haaru ji......
Ho aye ji maahre chatar sujaan, leego pehchaan
Kaahe bharmaao ji, aao ji, aao ji, aao ji........
chaandan mein main taku ree, tera sona mukhda
Pyaara pyaara mukhda
Aanchal mein main rakhu ree chanda ka tukda
Aye ji pyaara mukhda
Tu dhare jahaan paav toh muskaye ye dharti..... saiyaan
Oji mahri binti sunlo aan mhare bhagwan
Hame naa sataao ji..... aaoji aaoji aaoji

Sarap dase sunaa sunaa, kaisaa meetha saa zahar
Meetha meetha saa zahar,
Darad badhe duna duna, uthe hiye mein lahar
Uthe hirde mein lahar,,, main karu shringaar toh sharmaaye
Yeh darpan saiyaa saiyaa........
Oji unche chad ke deu ajaan na bano anjaan
parda hataao ji.. aaoji aaoji aaoji

Raah buhaaru, pag pakhaaru, tame nihaaru ji
Pran vaaru, baiyaa daaru, main naa haaru ji... O ho ho

Sunday, August 16, 2009

Ya Rabba- Kailash Kher

प्यार है या सजा, ए दिल बता
टूटता क्यों नहीं दर्द का सिलसिला
इस प्यार मैं हों कैसे कैसे इम्तिहान
ये प्यार लिखे कैसी कैसी दास्ताँ

या रब्बा दे दे कोई जान भी अगर
दिलबर पे हो
ना, दिलबर पे हो ना कोई असर
हो या रब्बा दे दे कोई जान भी अगर
दिलबर पे हो ना, दिलबर पे हो ना कोई असर
प्यार है या सजा, ए मेरे दिल बता
टूटता क्यों नहीं दर्द का सिलसिला

कैसा है सफ़र वफ़ा की मंजिल का
ना है कोई हल दिलों की मुश्किल का
धड़कन धड़कन बिखरी रंजिशें
साँसे साँसे टूटी बंदिशें
कही तो हर लम्हा होंठों पे फरियाद है
किसी की दुनिया चाहत मैं बरबाद है
या रब्बा दे दे कोई जान भी अगर
दिलबर पे हो ना, दिलबर पे हो ना कोई असर
हो या रब्बा दे दे कोई जान भी अगर
दिलबर पे हो ना, दिलबर पे हो ना कोई असर

कोई ना सुने सिसकती आँहों को
कोई ना धरे तड़पती बाहों को
आधी आधी पूरी ख्वाहिशेँ
टूटी फूटी सब फर्माइंशेँ

कहीं शक हैं कहीं नफरत की दीवार है
कहीं जीत में भी शामिल पलपल हार हैं
या रब्बा दे दे कोई जान भी अगर
दिलबर पे हो ना, दिलबर पे हो ना कोई असर
हो या रब्बा दे दे कोई जान भी अगर
दिलबर पे हो ना, दिलबर पे हो ना कोई असर
हो ओ ओ sss प्यार है या सजा, ए मेरे दिल बता
टूटता क्यों नहीं दर्द का सिलसिला
हो ओ ओ ओ हो ओ ओ ओ
ना पूछो दर्द बन्दों से
हंसी कैसी ख़ुशी कैसी
मुसीबत सर पे रहती हैं
कभी कैसी कभी कैसी
हो ओ ओ ओ... रब्बा, रब्बा हो ओ ओ हो
रब्बा हो ओ ओ, हो ओ हो रब्बा ........